Sunday, May 1, 2011

Poetic tribute to Muslim Saleem by Ahmad Ali Barqi Azmi

Ahmad Ali Barqi Azmi is the programme executive of Persian services of All India Radio. He has never met Muslim Saleem. But through the blogs and websites launched by Muslim Saleem, Barqi came to know about him and his works. Barqi has mastery over Urdu language and poetry. Here is a poem written by Barqi in praise of Muslim Saleem as a man, a poet and creator or Urdu web directories. which is being published for the benefit of readers. (The websites mentioned in this poetic tribute are 1. www.khojkhabarnews.com, 2. www.muslimsaleem.wordpress.com 3. www.poetswritersofurdu.blogspot.com 4. www.urdupoetswriters.blogspot.com 5. muslimsaleem.blogspot.com 6. muslimspoetry.blogspot.com 7. urdunewsblog.wordpress.com)

 

NAZR-E-MUSLIM SALEEM
AHMAD ALI BARQI AZMI

MUHSIN E URDU ZUBAAN MUSLIM SALEEM
KARNAME JIN KE HAIN BEHAD AZEEM
UN KI WEBSITE HAI GANJ E SHAIGAAN
JIS SE HAI UN KA AYAN ZAUQ-E-SALEEM
HAI YEH URDU KE LIYE EK FAAL-E-NEK
UN KI HAI DIRECTORY KAAR-E-AZEEM
HAI ADEBON KA YEH NADIR TAZKERA
JO ADAB KI HAI SIRAT-E-MUSTAQEEM
HO GAYA DIL DEKH KAR YEH BAAGH BAAGH
CHALTI HO JAISE YAHAN MAUJ-E-NASEEM

Dr. Ahmad Ali Barqi Azmi on Muslim Saleem on his ghazal “khamoshi se har raz-e-nihaan khol raha hai…”

ASRAR-E-HAQEEQAT KO YAHAAN KHOL RAHA HAI
ASH’AAR MEIN MUSLIM KA QALAM BOL RAHA HAI
SHEERINI-E-GUFTAR SE YEH UN KI AYAAN HAI
RAS JAISE KI KANOON MEIN KOII GHOL RAHA HAI

No comments: