Hindu Na’at-go Shuara (Hindu poets of eulogy to Rasool-e-Paak SAW).

A large number of Hindu poets of Urdu language have written poetic eulogies for Rasool-e-Paak Sallallahu Alaihi Wassallam. They include Chandrbhan Brahman, Ram Narayan Mauzoon, Laxmi Narayan Shafeeq, Chandulal Shadaan, Daya Shankar Naseem, Naubat Rai Nazar, Kishan Prasad Shaad, Brajmohan Dattatreya Kaifi, Ratan Nath Sarshaar, Dwarka Prashad Ufaq, Basheshwar Prashad Noor Lakhnawi, Durga Sahai Suroor, Jagat Mohan Rawaan, Braj Narayan Chakbast, Tilok Chand Mahroom (father of Jagannanth Azad), Suraj Narayan Mehr, Balmukund Arsh Malsiani, Labbhuram Joshi Malsiani, Gopal Mittal, Zia Fatehabadi, Raghupati Sahai Firaq Gorakhpuri, Krishan Mohan, Ameerchand Bahar, Bimal Krishna Ashk, Gulzar Delhwi, Krishn Bihari Noor, Chandra Prakash Jauhar Bijnauri, Prem Warbartani, Kalidas Gupta Raza, Naresh Kumar Shaad, Rajinder Manchanda Baani, Raj Narain Raaz, Kumar Pashi, Sahir Hoshiarpuri, Azad Gulati, Krishan Kumar Toor, Hiranand Soz, Chandrabhan Khayal, Shrawan Kumar Verma, Jamna Prasad Rahi, Ram Prakash Rahi etc. {(Some compilers have included the name of Prakash Fikri also, but he was a Muslim with his pseudonym Prakash Fikri—{Muslim Saleem)}. Here are some of the best couplets of Na’ats:

Kunwar Mahinder Singh Bedi Sahar
Ishq ho jaye kisi say koi chaara to naheen
Kuchh musalmaan ka Mohammad (Sal.) pe ijaara to naheen
Takmeel-e-Maarifat hai mohabbat rasool (sal.) ki
Hai bandagi Khuda ki ita’at rasool (sal.) ki

Balmukund Arsh Malsiani
Haamil-e-Jalwa-e-Azal, paikar-e-noor-e-zaat tu
Shaan-e-payambari say hai sarwar-e-kainaat tu (Sal.)

Harichand Akhtar
Aadimeeyat ka gharaz samaan mohaiyya kar diya
Ek arab ne aadmi ka bol baala kar diya

Jagannath Azad
Salaam us zaat-e-aqdas par, salaam us fakhr-e-dauraan par
Hazaron jiske ehsanaat hain duniya-e-imkaan par

Chandra Prakash Jauhar
Naheen zikr-e-Mohammad (sal.) ke liye takhsees mazhab ki
Ye kisne keh diya ye sirf Muslim ki zabaan tak hai

Kishan Prashad Shaad
Kaafir no kaho Shaad ko, hai aarif-o-sufi
Shaida-e-Mohammad (sal.) hai wo shaida-e-Madeena

Brajmohan Dattatreya Kaifi
Yun raushni iman ki day dil mein ke jaise
Bathaa say hua jalwa figan noor khuda ka

Tilokchand Mahroom
Mubarak peshrau jiski hai shafqat dost-o-dushman par
Mubarak peshrau jiska hai seen saaf keene say

Firaq Gorakhpuri
Maloom hai kuchh tum ko Mohammad (sal) ka maqaam
Wo ummat-e-Islam mein mahdood naheen

Kalidas Gupta Raza
Jaam-o-meena say naheen hamko Sarokar magar
Aap (sal) kay naam say aa jaaye to masti achhi

Krishan Mohan
Ek kyonkar na hon Mahmood-e-Ayaz
Saghar-e-wahdat hai jaam-e-Mustafa (sal)

Qais Jallandhari
Hayat-e-saada ke asbaaq deke aalam ko
Takaullufaat kay parde uthha diya tu ne


Qat’aa by Krishn Bihari Noor
Dair say noor chala aur haram tak pahuncha
Silsila mere gunahon ka karam tak pachuncha
Teri meraaj Mohammad (sal) to Khuda hi jaane
Meri meraaj ke main tere haram tak pahuncha

Acknowledgment: We are thanful to famous poet, writer and journalist Mr Muslim Saleem and his websites www.khojkhabarnews.com, muslimsaleem.wordpress.com, muslimsaleem.blogspot.com and the Urdu web directories launched by him for taking matter for this article. For further details of Urdu poets and writers we recommend to browse the directories launched by Mr Muslim Saleem. They include: 1.Urdu poets
and writers of world, 2. urdu poets and writers of India, 3. Urdu poets and writers
of Madhya Pradesh, 4. Poets and writers of Allahabad, 5. Urdu poets and writers of Shahjahanpur, 
6. Poets and writers of Kashmir (+Jammu) and Kashmiri origin
7. Urdu poets and writers of West Bengal 8. Drama world of India